Sawaal

 

Ojhal ho rahi har jeene ki raah... kyu?

Taaron ko dekh kar bhi sukoon nahi aj... kyu?

Har khushi kam si lag rahi hai...kyu?

Ho kya gaya hai achanak aj...

Kyu ankhein thak nahi rahi??

Kyu sona nahi chahti??

Lagta hai iska jawab khud ke pas bhi nahi hai...

Kabhi kabhi zindagi yun bhi hoti hai...

Sawal pe Sawal to hote hai...

Par shayad jawab nahi hota........!